Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeTina Munim
HomeTina Munim
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jeevan mein jab aise pal aayenge ik dujje bin hum naa reh paayenge hey tum se main phir bolunga pyaar se khair rishu our rishu khair rishu our rishu jeevan mein jab aise pal aayenge ik dujje bin hum naa reh paayenge ho tum se main phir bolungi pyaar se khair rishu our rishu o khair rishu our rishu hoga milan to hoga log chaahe yaa aji naa chaahe hooooo manzil mile naa kaise rahengi mil ke dilon ki raahen hey main bhi ye phir bolunga pyaar se khair rishu our rishu hey khair rishu our rishu kal tak tum the harjaae aaj se tum ho ek bas mere ooooo ab to kahin tum ko jaane naa denge pyaar ke ghere hoo isiliye main bolungi pyaar se khair rishu our rishu hooo khair rishu our rishu tujh se chura ke tujh ko door duniyaa se kahin le jaaun hooooo dil ne yahi maanga hai pyaar tera main har janam paaun har janam main bolunga pyaar se khair rishu our rishu hooo khair rishu our rishu jeevan mein jab aise pal aayenge aaaa haaaa ik dujje bin hum naa reh paayenge hey tum se main
kahan tak ye mann ko andhere chhalenge udaasi bhare din kabhi to dhalenge kahan tak ye mann ko andhere chhalenge udaasi bhare din kabhi to dhalenge kabhi sukh kabhi dukh yahi zindagi hai ye patjhad ka mausam ghadi do ghadi hai ye patjhad ka mausam ghadi do ghadi hai naye phool kal phir dagar mein khilenge udaasi bhare din kabhi to dhalenge bhale tez kitna hawa ka ho jhonka magar apne mann mein tu rakh ye bharosa magar apne mann mein tu rakh ye bharosa jo bichhade safar mein tujhe phir milenge udaasi bhare din kabhi to dhalenge kahe koi kuchh bhi magar sach yahi hai lehar pyaar ki jo kahin uth rahi hai lehar pyaar ki jo kahin uth rahi hai usse ek din to kinaare milenge udaasi bhare din kabhi to dhalenge kahan tak ye mann ko andhere chhalenge udaasi bhare din kabhi to dhalenge
kaho kaise rasta bhool pade achchhe to ho dilbar jaan kaho kaise rasta bhool pade achchhe to ho dilbar jaan aawaron ki kya poochh rahe apni kaho dilbar jaan kaho kaise rasta bhool pade achchhe to ho dilbar jaan aawaron ki kya poochh rahe apni kaho dilbar jaan kaho kaise rasta bhool pade achchhe to ho dilbar jaan humpe kya kya guzri tum kya sunn paaoge naazuk sa dil rakhte ho rone lag jaaoge humpe kya kya guzri tum kya sunn paaoge naazuk sa dil rakhte ho rone lag jaaoge kaho kaise rasta bhool pade achchhe to ho dilbar jaan aawaron ki kya poochh rahe apni kaho dilbar jaan kaho kaise rasta bhool pade achchhe to ho dilbar jaan raste ruk jaate hain jab kaante boti hai jaane jaan tum kya jaanon duniyaa kya hoti hai raste ruk jaate hain jab kaante boti hai jaane jaan tum kya jaanon duniyaa kya hoti hai kaho kaise rasta bhool pade achchhe to ho dilbar jaan aawaron ki kya poochh rahe apni kaho dilbar jaan kaho kaise rasta bhool pade achchhe to ho dilbar jaan banjaare kiss
kyaa yehi pyaar hai haan yehi pyaar hai ho dil tere bin kahin lagta nahin waqt guzarta nahin kyaa yehi pyaar hai haan yehi pyaar hai ho dil tere bin kahin lagta nahin waqt guzarta nahin kyaa yehi pyaar hai haan yehi pyaar hai pehle main samjha kuchh aur vaje in baaton ki lekin ab jaana kahan neend gayi meri raaton ki jaagti rehti hoon main bhi chaand nikalta nahin oh o dil tere bin kahin lagta nahin waqt guzarta nahin kyaa yehi pyaar hai haan yehi pyaar hai kaise bhuloongi tu yaad hamesha aayega tere jaane se jeena mushkil ho jaayega ab kuchh bhi ho dil pe koi zor to chalta nahin o dil tere bin kahin lagta nahin waqt guzarta nahin kyaa yehi pyaar hai haan yehi pyaar hai jaise phoolon ke mausam mein ye dil khilte hain premi aise hi kyaa patjhad mein bhi milte hain rut badle duniya badle pyaar badalta nahin ho o dil tere bin kahin lagta nahin waqt guzarta nahin kyaa yehi pyaar hai haan yehi pyaar hai dil tere bin kahin lagta nahin waqt guzarta nahin mm hmm hmm hmm
main akela apni dhun mein magan zindagi ka mazaa liye ja rahaa tha main akela apni dhun mein magan zindagi ka mazaa liye ja rahaa tha tumhara muskurana khilkhilana tumhara tunakna tumhara tilmilana tumhare kadmon ki aahat tumhari aankhon ki masti tumhare baalon ki khushboo inse mujhe kya hai haasil phir bhi ye hai meri aadat mein shaamil shaamil mere dil mein dard hai daya hai tumhare liye kuchh hai mat poochho kya hai mat poochoo kya hai mere dil mein dard hai daya hai tumhare liye kuchh hai mat poochho kya hai mat poochoo kya hai main nek dil hoon burra kya soochoon main nek dil hoon burra kya soochoon tumhari muhabbat tumhari wafaa inse mujhe kya hai haasil phir bhi ye hai meri aadat mein shaamil shaamil tum door chali gayi to kaise beetegi ye zindagani adhoori rahegi humari aur tumhari kahani tumhara sajna sanwarna jhilmil nikharna tumhara gungunana geet gaana mere sapnon ka sach ho jaana sach ho jaana meri mann pasand ban jaana inse mujhe kya hai haasil phir
Main Haseen Too Jawan
tu kitne baras ka tu kitne baras ki main solah baras ki to main satraah baras ka solah satraah satraah solah mil naa jaayen naina ik do baras zara door rehna ik do baras zara door rehna kuchh ho gaya to phir naa kehna main solah baras ki tu satraah baras ka main solah baras ki tu satraah baras ka mil naa jaayen naina kuchh bhi ho mushkil hai door rehna kuchh ho gaya to phir naa kehna tu solah baras ki main satraah baras ka tu solah baras ki main satraah baras ka mil naa jaayen naina ik do baras zara door rehna kuchh ho gaya to phir naa kehna parbat se ghanghor ghataayen takraayen to kya ho barsaat hoooo tere dil se mera dil mil jaaye to kya ho baaraat ho jaane kab barsaat ho jaane kab baaraat ho mera dil to chaahe aaj ki raat milan ki raat ho kyun kyun kyun kyun kyunke tu solah baras ki main satraah baras ka tu solah baras ki main satraah baras ka mil naa jaayen naina ik do baras zara door rehna kuchh ho gaya to phir naa kehna sachche premi sab milte hain ab dekhen
main teri chhoti behna hoon main teri chhoti behna hoon samjh na mujhko souten hhoo samjh na mujhko souten shyaam tere hain tere rahenge shyaam tere hain tere rahenge main to unki jogan hoo samjh na mujhko souten hoo samjh na mujhko souten vehem ka sagar andha sagar jiska nahin kinaara hai hoo vehem ka sagar andha sagar jiska nahin kinaara hai vehem ne jug mein sab ko duboya kisko paar utaara hai kisko paar utaara hai tera man saajan ka ghar ho tera man saajan ka ghar tu unke man ki dhadkan hoo samjh na mujhko souten jin raahon se wo guzre bus un kadmon ki dhool ko pooja jin raahon se wo guzre bus un kadmon ki dhool ko pooja maine unko ishwar samjha dosh bata kya aur hai dooja dosh bata kya aur hai dooja main patjhad ki sookhi paati main patjhad ki sookhi paati aan padi tere aangan hoo samjh na mujhko souten antim aaj vidaayi lene laadali behna aayi hoon hoo antim aaj vidaayi lene laadali behna aayi hoon man mein koi mail na rakhna itna kehne aayi hoon itna kehne
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa tera noor sitaaron mein tera rang bahaaron mein ho tera noor sitaaron mein tera rang bahaaron mein tu hai sab mein sab tujh mein tu hai ek hazaaron mein tera husn hai jahaan mera ishq hai wahaan har aalam hai tarshari o har jalwa tera jalwa teri ye duniya saari kya maszid kya but khaana dil ka mazhab dildaari oo ho mee raksam ho mee raksam ho mee raksam o har jalwa tera jalwa teri ye duniya saari kya maszid kya but khaana dil ka mazhab dildaari oo ho mee raksam ho mee raksam ho mee raksam ho ho ho oo oo ho har jalwa tera jalwa teri ye duniya saari kya maszid kya but khaana dil ka mazhab dildaari oo ho mee raksam ho mee raksam ho mee raksam har jalwa tera jalwa teri ye duniya saari kya maszid kya but khaana dil ka mazhab dildaari oo ho mee raksam ho mee raksam ho mee raksam pal do pal ki hasti hai phir bhi kaisi masti hai pal do pal ki hasti hai phir bhi kaisi masti hai har sarhad se begaana dil waalon ki basti hai tu hi
mere dil mein jo hota hai tere dil mein hota hai kya hota hai to ye pyaar hai iqraar hai haan thoda kuchh hota to hai jaane kyaaa kiske liye kya iska naaaam main hoon mushkil mein mere dil mein jo hota hai tere dil mein haan hota hai kya hota hai to ye pyaar hai iqraar hai haan thoda kuchh hota to hai jaane kyaaa kiske liye kya iska naaaam main hoon mushkil mein apni mushkil ko aasaan kar lo aankhon mein jhaanko pehchaan kar lo iss dosti ko kuchh naam de do aagaaz de do anjaam de do tum jo chaahe isko samjho jo samjho wo mujhse keh do mujhko kahaan inkaar hai iqraar hai kuchh to bata do apni zubaani hum jod lenge aage kahaani bechain si hai kya zindagaani bas pyaar ki hai ye hi nishaani aisa hai to aisa to hai rehne bhi do jaane bhi do kuchh aur to kehna abhi dushwaar hai kar do nazar se koi ishaara kya faislaa hai bolo tumhara apne dilon ko aise naa todo kismat ki baaten kismat pe chhodo mausam bhi hai fursat bhi hai aao mil ke jhoome gaayen hum phir kabhi
mere dildaar ka baakpann haye baakpann hoye baakpann allah allah mere dildaar ka baakpann allah allah chandni se tarasha badan allah allah dekh kar jisko hoorein bhi sajda karein sajda karein haan sajda karein haye haye sajda karein wo meri nazneen wo meri nazneen gulbadan allah allah uss haseen mahzabeen ki phaban allah allah phool se honth resham sa tan allah allah mere dildaar ka baakpann allah allah wo kankhiyon se unka humein dekhna haan humein dekhna haye humein dekhna haye jab se use dekha hai deewanon si halat hai betaab hai har dhadkan bechain tabiyat hai wo sar se kadam tak ik mehki hui zannat hai chhoo le jo badan maske is darza nazakat hai guftar karishma hai raftaar qayamat hai duniya mein wazood uska kudrat ki inayat hai wo jispe karam kar de wo sahib e kismat hai wo kankhiyon se unka humein dekhna haan humein dekhna haye humein dekhna teer tirchhe teer tirchhe chalane ka fann allah allah teer tirchhe chalane ka fann allah allah mere dildaar ka
Meri Pahle Hi
na bole tum na maine kuchh kahaa kahaa magar na jaane aisa kyun laga laga ke dhoop mein khila hai chaand din mein raat ho gayi ye pyaar ke bina kahe sune hi baat ho gayi na bole tum na maine kuchh kahaa kahaa magar na jaane aisa kyun laga laga ke dhoop mein khila hai chaand din mein raat ho gayi ye pyaar ke bina kahe sune hi baat ho gayi badal rahi hai zindagi badal rahe hain hum ke rakh rahe hain jaane aaj kyun mere kadam mere kadam mere kadam kisi ko ho na ho magar humein to hai pata na bole tum na maine kuchh kahaa kahaa magar na jaane aisa kyun laga laga ke dhoop mein khila hai chaand din mein raat ho gayi ye pyaar ke bina kahe sune hi baat ho gayi ghuli si aaj saanson mein kisi ki saans hai saans hai saans hai ye kaun aaj dil ke mere aas paas hai ye dheere dheere ho raha hai pyaar ka nasha na bole tum na maine kuchh kahaa kahaa kahaa kahaa magar na jaane aisa kyun laga laga laga laga ke dhoop mein khila hai chaand din mein raat ho gayi ye pyaar ke bina kahe
meri chorni o meri morni ho main to ho chuka tumharaa meri chorni o meri morni ho main to ho chuka tumharaa hota hai pyaar bas ek baar hota nahin dubaara ho gaya pyaar pyaar pyaar tum se pyaar ho gaya pyaar pyaar pyaar tum se pyaar ghadi do dhadi ki hai ye dillagi ho mujhe doge kya saharaaaaa guzregi raat bhuloge baat kar loge phir kinaara karun main pyaar pyaar pyaar kaise pyaar karun main pyaar pyaar pyaar kaise pyaar zindagi mein achchhi achchhi sooraten dekhin magar zindagi mein achchhi achchhi sooraten dekhin magar laut kar waapas na aayi jab padi tum pe nazar main na maanun aazma lo gir padoge tum sambhalo deewana dil de baitha hai maanega na haar ho gaya pyaar pyaar pyaar tum se pyaar ho gaya pyaar pyaar pyaar tum se pyaar ghadi do dhadi ki hai ye dillagi ho mujhe doge kya saharaaa guzregi raat bhuloge baat kar loge phir kinaara karun main pyaar pyaar pyaar kaise pyaar karun main pyaar pyaar pyaar kaise pyaar do mulakaton mein tum ko pyaar kaise ho gaya do
raahi hoon main kahan meri manzil kabhi kahin bichhde na do dil raahi hoon main kahan meri manzil kabhi kahin bichhde na do dil humsafar hain hum to ghum kahaan humsafar hain hum to ghum kahaan raahi hoon main kahan meri manzil kabhi kahin bichhde na do dil maana mushkil safar hai jaana jaane kidhar hai raahen apni nayi hain dushman apne kayi hain dushmanon ka dar kise yahaan humsafar hain hum to ghum kahaan raahi hoon main kahan meri manzil kabhi kahin bichhde na do dil raahi hoon main kahan meri manzil kabhi kahin bichhde na do dil mausam badle hawayen chhayi ghum ki ghatayen saansen kahin thak na jaaye raahi kahin ruk na jaaye hum rukenge dum ruke jahaan humsafar hain hum to ghum kahaan raahi hoon main kahan meri manzil kabhi kahin bichhde na do dil humsafar hain hum to ghum kahaan humsafar hain hum to ghum kahaan raahi hoon main kahan meri manzil kabhi kahin bichhde na do dil
aa feeni nana banto hooo hooo hoooo aa feeni nana banto hooo hooo hoooo aa feeni nana banto hooo hooo hoooo aa feeni nana banto hooo hooo hoooo aa feeni nana banto hooo hoooo aa feeni nana banto hooo heyyyyyyy are raam kare allah kare teri meri dosti bani rahe are raam kare allah kare teri meri dosti bani rahe aage aage tum donon peechhe peechhe hum humko nahin hai koi duniyaa ka ghum are rutt aaye rutt jaaye koi hanse koi gaaye mehfil sajji rahee aa feeni nana banto hooo hooo hoooo aa feeni nana banto hooo hooo hoooo aa feeni nana banto hooo hooo hoooo heyyyyyyyy apni khushiyaan tujhko de doon tere aansoon le loon are marr jaaun main teri khaatir apni jaan pe khelun tere bina kaun mera sunn o mere yaar mera sab kuchh bas tu tera pyaar ho ghum nahin hum naa hon charche ye kam naa hon raunak lagi rahe haaye aa feeni nana banto hooo hooo hoooo aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa yaaa yaaaa yaaaaa yaaaaaa yaaa yaaaa yaaaaa yaaaaaa yaaa yaaaa yaaaaa yaaaaaa lala lal lala lal
sa re ga ma pa ma ga re sa gaao sa re ga ma pa ma ga re sa sa re ga ma pa ma ga re sa ga sa ga phir se gaao sa re ga ma pa ma ga re sa ga sa ga shaabash sa re ga ma pa ma re ga sa ga sa ga re ga ma pa ma ga re sa re pa re pa pa dha ni sa ni dha pa ma ma dha ga dha pa ni sa sa re ga ma pa ma re ga sa ga sa ga re ga ma pa ma ga re sa re pa re pa pa dha ni sa ni dha pa ma ma dha ga dha pa ni sa aawaz sureeli ka jaadoo hi niraala hai aa haa haa haa o ho ho o sangeet ka jo premi wo kismat waala hai aa haa haa haa o ho ho o tere mere mere tere sapne sapne sach huye dekho saare apne sapne dheere mera mann ye bola bola bola kya sa re ga ma pa ma ga re sa ga sa ga re ga ma pa ma ga re sa re pa re pa pa dha ni sa ni dha pa ma ma dha ga dha pa ni sa hey chaaru chand ki chanchal chitwan bin badraa barse saawan megh malhaar madhur mann bhaawan pawan piyaa premi paawan ho chalo chaand sitaaron ko ye geet sunaate hain aa haa haa haa o ho ho ho ho hum dhoom machaakar aaj soya
are sasu tirath are sarura tirath sasu tirath sarura tirath tirath saala saali hai are duniya ke sab tirath jhoote chaaro dhaam gharwali hai are chaaron dhaam gharwali hai sasu tirath sasura tirath tirath saala saali hai are duniya ke sab tirath jhoote chaaro dhaam gharwali hai are chaaron dhaam gharwali hai biwi jab roothe to yaad aati hai saali biwi jab roothe to yaad aati hai saali saali jija ko pyaari hai wo gori ho ya kaali lekin apni kismat mein to saala hai na saali hai are chaaron dhaam gharwali hai chaaron dhaam gharwali hai are sasu tirath aah aah sasura tirath tirath saala saali hai are duniya ke sab tirath jhoote chaaron dhaam gharwali hai are chaaron dhaam gharwali hai biwi to achchhi wo hoti jo nakhre wali biwi to achchhi wo hoti jo nakhre wali phoolon se pyaari lagti hai jab jab deti hai gaali twaddi to saanu pata nahin par saddi te makhna wali hai are chaaron dhaam gharwali hai chaaron dhaam gharwali hai are sasu tirath are sasura tirath tirath
shayad meri shaadi ka khayaal shayad meri shaadi ka khayaal dil mein aaya hai isiliye mummy ne meri tumhen chai pe bulaya hai shayad meri shaadi ka khayaal shayad meri shaadi ka khayaal dil mein aaya hai isiliye mummy ne meri tumhen chai pe bulaya hai panchhi akela dekh mujhe panchhi akela dekh mujhe ye jaal bichaya hai isiliye mummy ne teri mujhe chai pe bulaya hai theek tum chaar baje ghar chale aana mera haath maang lena zara na sharmana theek tum chaar baje ghar chale aana mera haath maang lena zara na sharmana saat phere mere sang sapne dekh rahi ho khili huyi dhoop mein taare dekh rahi ho nahin nahin baba chai nahin peena tauba meri tauba maaf kar dena inhi adaaon par to haaye apna dil aaya hai isiliye mummy ne meri tumhen chai pe bulaya hai na na na na na na na panchhi akela dekh mujhe ye jaal bichaya hai isiliye mummy ne teri mujhe chai pe bulaya hai aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa la lala lala laa dillagi na karo chhedo na humko sanam haan kaho ghar chalo tumko
shuru huyi pyaar ki kahaani kabhi khatam na karna shuru huyi pyaar ki kahaani kabhi khatam na karna roop ka saagar teri jawaani aankhen teri pyaar ka jharna shuru hui pyaar ki kahaani kabhi khatam na karna haathon mein tere dilbar jaani meri kismat ka sanwarna shuru huyi pyaar ki kahaani kabhi khatam na karna tan bekaraar man bekaraar aur paas aane do mil gaya saath mil gaye haath roohen bhi mil jaane do tan bekaraar man bekaraar aur paas aane do mil gaya saath mil gaye haath roohen bhi mil jaane do din aur raat ek hi baat chhodo mujhe jaane do shuru huyi pyaar ki kahaani kabhi khatam na karna roop ka saagar teri jawaani aankhen teri pyaar ka jharna shuru huyi pyaar ki kahaani kabhi khatam na karna meri nazron mein jo na samaaye husn tu itna laayi donon jahaan ki daulat jaise baahon mein meri aayi meri nazron mein jo na samaaye husn tu itna laayi donon jahaan ki daulat jaise baahon mein meri aayi tu jo mila aise laga mil gayi mujhko khudayi shuru huyi pyaar ki
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jeevan Mein Jab Aise Pal Aayenge Harjaee (1981) 05:08 31033
 
Poster of Harjaee (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Tina Munim
Duration : 05:08   Song Number : 31033   

Kahan Tak Ye Mann Ko Andhere Baton Baton Mein (1979) 03:41 20715
 
Poster of Baton Baton Mein (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amol Palekar, Tina Munim
Duration : 03:41   Song Number : 20715   

Kaho Kaise Rasta Bade Dil Wala (1984) 05:15 20725
 
Poster of Bade Dil Wala (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Tina Munim
Duration : 05:15   Song Number : 20725   

Kyaa Yehi Pyaar Hai Rocky (1981) 06:32 18192
 
Poster of Rocky (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anand Raj Anand
On Screen Actors- 
Sanjay Dutt, Tina Munim
Duration : 06:32   Song Number : 18192   

Main Akela Apni Dhun Man Pasand (1980) 04:21 13674
 
Poster of Man Pasand (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Tina Munim, Simple Kapadia
Duration : 04:21   Song Number : 13674   

Main Haseen Tu Jawaan Kamagni (1987) 04:33 39169
 
Poster of Kamagni (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Ram Bharadwaj
Music Director- 
Ilaiyaraaja
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Tina Munim
Duration : 04:33   Song Number : 39169   

Main Solah Baras Ki Karz (1980) 05:19 20868
 
Poster of Karz (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Tina Munim
Duration : 05:19   Song Number : 20868   

Main Teri Chhoti Souten (1983) 06:48 35951
 
Poster of Souten (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Padmini Kolhapure, Tina Munim
Raag- 
Marwa
Duration : 06:48   Song Number : 35951   

Mee Raksam Mee Raksam (Duet) Harjaee (1981) 06:39 40553
 
Poster of Harjaee (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Nida
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Tina Munim
Duration : 06:39   Song Number : 40553   

Mere Dil Mein Jo Hota Aap Ke Deewane (1980) 06:16 12585
 
Poster of Aap Ke Deewane (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Tina Munim
Duration : 06:16   Song Number : 12585   

Mere Dildaar Ka Deedar-E-Yaar (1982) 07:12 13038
 
Poster of Deedar-E-Yaar (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jitendra, Rishi Kapoor, Rekha, Tina Munim
Duration : 07:12   Song Number : 13038   

Meri Pehle Hi Souten (1983) 04:43 37018
 
Poster of Souten (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Saawan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Tina Munim
Duration : 04:43   Song Number : 37018   

Na Bole Tum Na Maine Baton Baton Mein (1979) 03:33 20999
 
Poster of Baton Baton Mein (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Amol Palekar, Tina Munim
Duration : 03:33   Song Number : 20999   

Oh Meri Chorni Katilon Ke Kaatil (1981) 03:51 38124
 
Poster of Katilon Ke Kaatil (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Tina Munim
Duration : 03:51   Song Number : 38124   

Raahi Hoon Main Wanted (1983) 06:37 32726
 
Poster of Wanted (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Bappi Lahiri, Chorus
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Tina Munim
Duration : 06:37   Song Number : 32726   

Raam Kare Allah Kare Aap Ke Deewane (1980) 06:13 12259
 
Poster of Aap Ke Deewane (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Rakesh Roshan, Tina Munim
Duration : 06:13   Song Number : 12259   

Sa Re Ga Ma Man Pasand (1980) 05:14 31100
 
Poster of Man Pasand (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Dev Anand, Tina Munim
Duration : 05:14   Song Number : 31100   

Sasu Tirath Sasura Tirath Souten (1983) 05:08 20154
 
Poster of Souten (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Tina Munim
Duration : 05:08   Song Number : 20154   

Shayad Meri Shaadi Ka Khayaal Souten (1983) 06:27 21231
 
Poster of Souten (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Tina Munim
Duration : 06:27   Song Number : 21231   

Shuru Huyi Pyaar Ki Kahaani Adhikar (1986) 05:17 39443
 
Poster of Adhikar (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Tina Munim
Duration : 05:17   Song Number : 39443   
Karaoke Songs of Tina Munim, Sad Songs of Tina Munim, Love Songs of Tina Munim, Dance Songs of Tina Munim, Hip-hop songs of Tina Munim, Best songs of Tina Munim, Super hit songs of Tina Munim, hit songs of Tina Munim, duet songs of Tina Munim, solo songs of Tina Munim, old songs of Tina Munim, famous songs of Tina Munim, Hindi Karaoke Songs of Tina Munim, Hindi Sad Songs of Tina Munim, Hindi Love Songs of Tina Munim, Hindi Dance Songs of Tina Munim, Hindi Hip-hop songs of Tina Munim, best Hindi songs of Tina Munim, super hit Hindi songs of Tina Munim, hit Hindi songs of Tina Munim, duet Hindi songs of Tina Munim, solo Hindi songs of Tina Munim, old Hindi songs of Tina Munim, famous Hindi songs of Tina Munim, Sing Along Songs of Tina Munim, Sing Along Sad Songs of Tina Munim, Sing Along Love Songs of Tina Munim, Sing Along Dance Songs of Tina Munim, Sing Along Hip-hop songs of Tina Munim, Sing Along Best songs of Tina Munim, Sing Along Super hit songs of Tina Munim, Sing Along hit songs of Tina Munim, Sing Along duet songs of Tina Munim, Sing Along solo songs of Tina Munim, Sing Along old songs of Tina Munim, Sing Along famous songs of Tina Munim